Hello
friends aaj ham baat karenge ki SSC CHSL
ka Admit card kaise download Karen
Abhi tak
bahut se students ko yeh tak malum nahi hai ki SSC CHSL ne Admit Card jaari kar
diya hai is liye mai aap logon se request karta hoon ki Aap is post ko pahne ke baad Apne Doston ke
Sath Share jaroor Karen taaki use bhi iski jankari mil jaye
Sabse pahle
main aap ko bata doon ki SSC ne Area ke mutabiq 9 region banaye hain jiska alag
alag website hai Aap apne region ke website par jaa kar Apna CHSL admit Card
Download kar sakte hain Agar Aapko Apna
region pata nahi hai to Aap mere is post ko poora jarur padhen kyunki ham ne last me bataya hai ki apna region kaise check karen
To chaliye
doston Ab start karte hain ki kaise CHSL ka admit card download kar sakte hain
Exame Date - 04/03/2018 To 28/03/2018
Exame Date - 04/03/2018 To 28/03/2018
Download SSC CHSL Admit Card
STEP 2 :- ab aap yhan Admit
card par click Karen jaise ki aap niche photo me dekh sakte hain
Ise Bhi Padhen
.I'ts Real : Group D Remove ITI
.LNMU UG Part-3 (2015-18) : Online Exam Form Apply & Fee Details | हिंदी में
.RRB Recruitment 2018 | How to get back the 250 rupees || 250 रुपया कैसे वापस मिलेगा हिंदी में जानें
STEP 3 :- ab aap apna region select karen apne region ke link par click karne ke baad aapke pass ek nya page khulega jo is type ka hoga SSC CHSL Admitcard |
Ise Bhi Padhen
.I'ts Real : Group D Remove ITI
.LNMU UG Part-3 (2015-18) : Online Exam Form Apply & Fee Details | हिंदी में
.RRB Recruitment 2018 | How to get back the 250 rupees || 250 रुपया कैसे वापस मिलेगा हिंदी में जानें
SSC CHSL Admitcard |
STEP 4 : - Ab Aap DOWNLOAD ADMIT CARD FOR COMBINED HIGHER SECONDARY LEVEL (10+2) EXAMINATION - 2017 (TIER- I) TO BE HELD FROM 04/03/2018 TO 28/03/2018 Posted Date : 21, Feb-2018 par click karen ab naye page me PROCEED NOW par click karen
STEP 5 :- Ab ek new page open hoga jisme aapko apna registration number aur date of birth daal ke apna admit card ka details check kar sakte hain agar aap apna registration number bhul gaye hain to Aap Apna Name fathers name date of birth aur exam city daal kar ke bhi details check kar sakte hain niche ka photo bhi dekhen
SSC CHSL Admitcard |
Ab ummeed hai ki aap log SSC CHSL Admit card nikalna sikh gaye honge
To doston kaisi lagi aapko yeh jaankari aap hamen niche comment karke jaroor batayen aur job sereleted koi bhi jankari chahiye to bhi aap niche comment karke puchh sakte hain Agar aap ham se contact karna chahte hain to upar menu me contact us page se contact kar sakte hain Aur ise apne doston ke saath social media facebook , whatsapp par jarur Share karen
Thank You And keep Visiting Hindimealljob.blogspot.com