HELLO FRIENDS aaj ki post me ham baat karenge ki Lnmu UG Part-3 (2015-18) ke exam form ko kaise online kare aur kitna fee lagega
*Important Notes :-
Online Opening Date - 28/11/2018
Last Date - 14/12/2018
Total fee - 1150
Sc/St - 925
Lnmu Part3 online |
*Important Notes :-
Online Opening Date - 28/11/2018
Last Date - 14/12/2018
Total fee - 1150
Sc/St - 925
Lnmu Part-3 (2015-18) exam form online
Lalit Narayan Mithla University ne Part-3 session (2015-18) ke exame form bharne ka date nikaal diya hai ! agar aap nahi jante hai ki form online kaise kiya jaata hai to aap yhaan sahi jagah par aaye hain bas aap is podt ko ek baar poora jarur padhen agar aap ne is post ko poora padh liya to mai ummeed karta hoon ki aapko kisi aur se kuchh puchhne ki jarurat nahi paregi to chaliye doston aaj ham usi topic pe baat karenge ki ham kaise part-3 ke exam form online karenge
bas aap hame Step By Step Follow karte jayen
How to online Apply LNMU Part-3 Exam Form
Step 1 :-
sabse pahle aap niche diye huye link ko open karen ise open karne par aap sidhe LNMU ke Officially Website ke baad Online Apply Page par chale Jayenge
link online apply page :- http://www.lnmuuniversity.in/login
ise open karne ke baad aapka page kuchh is type ka khulega
Lnmu Part 3 Online |
yhan par main ne do cheej ko indicate kiya hai jisme agar Aap
1 par click karte hain to aap Form Online karne ke page par chale jayenge
2 par click karte hain to Aap Part II ke result dekhne wale page par chale jayenge
aapko part-3 ka form bharne ke liye Part-2 ka result dekhna bahut jaruri hai agar aap Part-2 ka result dekhna nahi jante hain to aap mere is post ko padhen
Step 2 :-
Ab Aap 1 number par click karne ke baad ek number par click karenge to aap ke saamne ek notification aayega jise aap dhyanpurvak padh len jis me kaha gya hai ki Student apna university Roll number hi daalen .
Submit karne se pahle ek baar bhare huye application ko check jarur kar len.
Agar Aap ne ek baar form submit kar dete hain to aap use dubaara edit nahi kar sakte hain niche photo dekhen
lnmu part 3 online |
Is photo me mai ne teen jagah indicate kiya hai
1 number par bataya gya hai ki agar aap regular student hain to I am regular Candidate par click karen agar aap Ex Student Hain to aap I Am Ex Regular Candidate par click karen
2 jab aap 1 number me bataye huye par click karte hain tab aapko University Roll Number Daalne ke liye kaha jayega isme Aap apna University Roll Number Daalen
3 University Roll Number Daalne Ke Baad Search par click karen
Ise Bhi Padhen :-
Step 3 :-
search par click karne ke baad ek naya page khulega jisme aapka name aapke father ka name , Class Roll Number , college name & Registration Number Hoga jaise ki niche image me dikhaya gya hai
lnmu part3 online |
Step 4 :-
ek baat ka dhyan rakhen ki Photo & Signature ka size 20-50KB ke bich hi Rakhe kyunki yeh image aur signature ke 20-50kb tak ko hi accept karta hai.
ab aap niche scroll kar Academic Section ko bhare aur niche diye huye image ko dekhen
lnmu part 3online |
jaise ki aap yhan dekh rahe hain ki main ne do point ko indicate kiya hai jisme
1 number me aap dekh sakte hain ki aapko bataya ja raha hai ki kitna fee lagega &
2 number me aap dekh sakte hain ki view & submit hai form ko poori tarah fill up karne ke baad view & submit par click karen aur payment karen ab aapko ek page open hoga jisme ki aapka name photo Etc hoga jise ki hard copy kahte hain ise print karke college me jama kar den
To doston kaisi lagi aapko yeh jaankari aap hamen niche comment karke jaroor batayen aur job se releted koi bhi jankari chahiye to bhi aap niche comment karke puchh sakte hain Agar aap ham se contact karna chahte hain to upar menu me contact us page se contact kar sakte hain Aur ise apne doston ke saath social media facebook , whatsapp par jarur Share karen
Thank You And keep Visiting www.jobjankari.tk