- Hello friends ham aaj ham social media par trend kar rahe ek news ke baare me baat karenge jis me kaha ja raha hai ki sabhi students form submmit karte time apne account se hi pay karen
RRB Recruitment 2018 | kya hame R.S 250 wapas milega |
Ise Bhi Padhe
(1) RRB recruitment 2018 ALP full Guide in Hindi
(2) RRB recruitment 2018 : group D Online full guide in
Hindi
(3) Bihar Police Result Kaise Check Karen
(4) Lnmu part 2 result kaise check karen full guide in Hindi
RRB Recruitment 2018 | How to get back the 250 rupees || 250 रुपया कैसे वापस मिलेगा हिंदी में जानें
isse sambandhit jab maine search kiya to mujhe kuchh jankari mili jo mai aap logon ko hindi language me batatne ja raha hoon .
sabse pahle agar ham Notification dekhte hain to pata chalta hai ki SC /ST /Purv Sainik/Divyang vyakti / Mahilayen / minorities (Alpsankhyak) / Aarthik Roop Se Pichhda Warg ko R.S 250 Fee ki Wapsi CBT (Computer Base Test) ke baad bank ka charge kaat kar lauta diya jayega jise aap niche photo me dekh sakte hain
Notification :- Cen 02/2018 |
RRB Recruitment 2018 | How to get back the 250 rupees in Hindi
Ab Question yeh hai ki yeh 250 rupees kaise wapas milega is ke liye jab mai ne search kiya to pata chala ki jab Applicant chhoot pane ke sabhi sharton aur niyamon ko poora karta hai to usse Bank Account details manga jaata hai jisme woh apna rupya rupya wapas lena chahte hain. Bank Details me Aapko Khatadhari ka name , Bank ka Name , Account number And IFSC code dena hoga Tabhi CBT (Computer Base Test) me persent hone par aapko R.S 250 me se Bank Charge Kaat kar baaki rupya aapke Account me bhej diya jayega jaise ki aap niche ke photo me dekh sakte hain jo ki Notification Cen 02/2018 ka screen shot hai
Notification CEN 02/2018 हमारे व्हाट्सअप ग्रुप से जुड़ने के लिए यहाँ क्लिक करें
is mai aap logon se kahna chahta hoon ki daren nahi agar aap chhot paane ke sabhi sharton ko poora karte hain to form online submmit karte Time Aap Apna Bank Details jaroor Den jis se ki Agar Aap CBT me pass nahi hote hain to R.S 250 Sidhe Aapke Account me Aa jaye.
Aur mai Aap se request karta hoon ki Aap is post ko us message se jyada share karen taaki koi bhi student dhoka me na rahe aur time rahte apna form online submmit kar saken .
To doston kaisi lagi aapko yeh jaankari aap hamen niche comment karke jaroor batayen aur job se releted koi bhi jankari chahiye to bhi aap niche comment karke puchh sakte hain Agar aap ham se contact karna chahte hain to upar menu me contact us page se contact kar sakte hain Aur ise apne doston ke saath Share karna na bhulen.
Thank You And keep Visiting Hindimealljob.blogspot.com |